Monday, January 10, 2011

**JP** Sanjeedgi Say by Javed Chaudhry

REPLY :      A TRUE REASONS
 
HIKMAT 1 : Aqa Karim, Rasool Allah (sallallah o alaihe wasallam) na be-haisiat e Rahmat al Lil A'alamin, kabhi kisi sawaali ko waapis / inkaar nahi kiya. Lehaza munafiq e azam kay betay (jo Sahab e Rasool thay) kay asrar par un kay waalid ka jinazah parhanay gaye. Aur kun keh us waqt tak munafiq kay jinazah parhnay par HUKUM bhi naazil nahi huwa tha lehaza  baad ma  Aap (sallallah o alaihe wasallam)  ki zaban  e mubarik se Allah SWT ka Hukum jaari ho gya...
 
Lehaza ab kisi bhi munafiq (jo muttfiqa tor par declare  kar diya jaye) ka jinazah parhna Rasool Allah (sallallah o alaihe wasallam) ki sunnat nahi balkeh Allah SWT ki khulli
na-farmani hai..  jis waja se tamam ulema Ikram na salman taseer ka namaz-e-jinazah parhaanay se inkaar kar diya tha.   Kiya yeh sab ulema be-ilm hain.??
Kiya Hukum nazil honay kay baad Aqa Karim alahe salat o wassalam nay kabhi kisi munafiq ka namaz e jinazah parhaya..???
 
HIKMAT 2 :   Woh munafiq jo munafiq e azam kay namaz-e-jinazah ma shareek thay, musalman ho gaye thay...
 
NO DOUBT Keh JAVED CH. KAY COLUMN ACHAY HOTAY HAIN LEKIN DEEN KA MUNASIB ILM NA HO TO US PAR BGAIR SOACHY SAMJHAY LIKHNA MUNASIB NAHI...
 
 
 

 

No comments:

Post a Comment