Friday, October 8, 2010

**JP** 1092~*Ajnabi Ban Kar*~Pak Old...

1092~*Ajnabi Ban Kar*~Pak Old...

Kabhi jab mudatoon baad

Us ka samna ho ga

Sewae paas_e_ adab_e_takaluf aur kiya ho ga

Salib_e_waqt par main ne

Pokara tha mohabbat ko

Meri awaaz jis ne bhi suni hogi hansa hoga

Abhi ek shorr hao ho suna hai saarbanon ne

Woh paghal kaafle ki zid main

Piche rah gaya ho ga

Hamare shoq k asuda wa khush haal hone tak

Tumare aarz wa gesou ka soda ho chuka hoga

Hansi ati hai muj ko maslaht k in taqazoon par

K ab ek ajnabi ban kar use pahchanana hoga

Dalilon se dawa ka kaam lena sakht mushkil hai

Magar is gham ki khatir yeh hounar bi sekhna hoga

~@~@~R*u*k*h*s*a*n*a~@~@~

No comments:

Post a Comment