Wednesday, April 20, 2011

**JP** 1221~*Is Jagah Bath Kar*~Pak Old....

1221~*Is Jagah Bath Kar*~Pak Old....

Lenovo IdeaPad S10-2

Haan ishi moor par is jagah bath kar

Tum ne wahda kiya tha sath do ge zindagi bhar

Choor kar tum na jao ge

Yaad hay aaj bhi muj ko us haseen sham ka manzer

Dil jahan main ne hara tha main ne tum ko pokara tha

Pyaar se ajnabhi kah kar

Meri dewangi muj ko phir ishi moor par lai

Dhundhta phir raha houn main apni veraan tanhai

Rah gai aarzu jal kar

~@~@~R*u*k*h*s*a*n*a~@~@~

No comments:

Post a Comment