Sunday, April 3, 2011

**JP** 1199~*Teri Ruswai*~Pak Old...

1199~*Teri Ruswai*~Pak Old...

Samne aa k tuj ko pokara naheen

Teri ruswai muj ko gawara naheen

Zakhm sene k tuj se chupaoun ga main

Pyaar ka naam lab par na laoun ga main

Haar kar bhi yeh bazi main hara naheen

Shukriya tum ne jo dard muj ko diya

Khush raho phir bhi deta houn tum ko duaa

Koi shikwa zubaan par tumara naheen

Teri ruswai muj ko gawara naheen

~@~@~R*u*k*h*s*a*n*a~@~@~

No comments:

Post a Comment