Is ma koi shak ke gunjaish nahe k
TOU ZINDAH HAI WALLAH, TOU ZINDAH HAI WALLAH
MERE CHASHM E A'ALAM SE CHUPP JANAY WALAY
Allah Tabrik Tala sa dua ha k wo hum sub ko apne Rahmata Khas sa hadaiat naseeb farmay.
Muhmmad Imran
----- Original Message -----From: SapphireSent: Monday, January 03, 2011 1:13 PMSubject: RE: **JP** " " Shirk " "Be-shak aaj bhi woh hayat hain aur mehfilon ma bhi shareek hotay hain lekin unhain MUNAFIQ ANKHAIN dekh nahi saktin.. kun keh jin logon nay Aqa Karim alaihe salat o wassalam kay wisal / inteqal ko apny MAA BAAP AUR AULAD KAY MARNE jesa samjha ho woh is haqeeqat ko kabhi nahi paa saktay.. Jab keh Aqa Karim alaihe salat o wassalam ka namaz e jinazah bhi nahi parha gya tha. Lekin is Ayat Mubarik (Kullo Nafsin Zaiquat-ul Mout ) aur Allah kay nizaam kay tehat tamam MAKHLOOK ko is marhalay se guzarna paray ga...Allah SWT ki La'anat ho un par jo Aqa Karim alaihe salat o wassalam ko murdah tasawwar karain kun k woh Quran ki Ayat ka saaf inkaar karte hain..." Jo Allah ki raah ma Shaheed ho ja'ain, unhain MURDAH na kaho, balkeh woh Zindah hain, HAAN TUMHAIN KHABAR (SHAOOR) NAHIN "(Surah Al-baqarah 154)Is par aiteraz ho ga Rasool Allah (sallallah o alaihe w-a'alehi wasallam) to Jihad ma shaheed nahi huway thay. To jin kay dilon par quful par chukay hon woh yeh baat samajhnay se hamesha qaasir rahain gay kehKIYA AIK JIHAD MA SHAHEED HONAY WALAY PAR INAMAAT, US KA MARTABA AUR MUQAM, ALLAH SWT KAY PIYARAY MEHBOOB SE BARH SAKTA HAI..?? KIYA ALLAH SWT APNAY PIYARAY MEHBOOB KO IN INAYAAT SE MEHROOM RAKHAY HUWAY HAI JO AIK JIHAD MA SHAHEED HONAY WALAY PAR HAIN... KEH WOH ZINDAH HAIN aur saath hi yeh farma diya keh tum is ka shaoor nahi rakhteHowever, ma a'aindah is mauzo par koi jawab nahi doonga, majbooran jawab is liyae likha hai k mera zamir khamosh rehna gawara nahi kar raha tha aur bohat se log previous below e-mail ko parh rahay hain....TOU ZINDAH HAI WALLAH, TOU ZINDAH HAI WALLAHMERE CHASHM E A'ALAM SE CHUPP JANAY WALAY-----Original Message-----Bhai Sahab! Baraye meherbani deen mai taveelat se bachein kyunkeh yahud o nasara is liye rusva huye keh woh deen mai taveelat kiya karte they. Kalimah mai likha hai keh Muhammad (Sallalahu Alaihe Wa Alaihi Wa Sallam) Allah ke Rasool hain. Is ka matlab seedha seedha yeh hai keh Rasool Allah (Sallalahu Alaihe Wa Alaihi Wa Sallam) ko Allah Subhanahu Wa Ta'ala ney duniya mai Rasool bana kar bheja hai aur Rahmat-ul-Lilalameen bana kar bheja hai is ka matlab hai sarey jahano ke liye Rahmat bana kar.
From: joinpakistan@googlegroups.com [mailto:joinpakistan@googlegroups.com]On Behalf Of Zeeshan Siddiqui
Sent: Saturday, January 01, 2011 7:47 PM
To: joinpakistan@googlegroups.com
Cc: mimranyasir@gmail.com
Subject: RE: **JP** " " Shirk " "Ab is ka matlab yeh nahi keh Rasool Allah (Sallalahu Alaihe Wa Alaihi Wa Sallam) ko Allah Subhanahu Wa Ta'ala ney dayimi zindagi de kar bheja hai. Allah key Rasool (Sallalahu Alaihe Wa Alaihi Wa Sallam) bil aakhir ek bashar they aur yeh baat Quran Pak aur Ahadith mai ja ba ja mojud hai aur Allah Subhanahu Wa Ta'ala ney Quran Pak mai yeh bhi farmaya hai: Kullo Nafsin Zaiquat-ul Mout yani har zee rooh ko mout ka ziaqua chakna hai. Agar hum yeh man lain keh Allah key Rasool (Sallalahu Alaihe Wa Alaihi Wa Sallam) ney wafat nahi payi balkeh woh aaj bhi hayat hain aur hamarey darmiyan meelad ki mehfilon mai mojud hotey hain tau is matlab hua keh Allah key Rasool (Sallalahu Alaihe Wa Alaihi Wa Sallam) ki zaat ghair fani hai (jabkeh Quran Pak key mutabiq sirf aur sirf Allah Subhanahu Wa Ta'ala ki hi zaat ghair fani hai) kyunkeh is duniya ke baad aakhirat mai sarey insano ko uthaya jayega aur unka jaza aur saza ka faisla ho ga jo gunahgar hongey woh hamesha hamesha key liye jahannum mai raheingey aur aur naik aur sualeh hongey woh hamesha hamesha key liye jannat mai raheingey. Aur Allah key Rasool (Sallalahu Alaihe Wa Alaihi Wa Sallam) tau jannat ke sardar hain.Ab aapki baat ka matlab hua keh Allah key Rasool (Sallalahu Alaihe Wa Alaihi Wa Sallam) apni Viladat-e-Mubarkah sey lekar aaj tak duniya mai mojud hain aur qayamat tak raheingey uskey baad aakhirat mai tau Nabi Pak (Sallalahu Alaihe Wa Alaihi Wa Sallam) eeman walon ki shifa'at key liye mojud hongey hi tau Aap (Sallalahu Alaihe Wa Alaihi Wa Sallam) ki zindagi is aquidey se ghair fani sabit ho jati jo keh sarasar Quran Pak aur Ahadith-e-Mubarkah key khilaf hai. Tau jo aquidah Quran Pak aur Ahadith-e-Mubarkah key khilaf ho tau usey kiya kaha jaata hai mere khayal se aap ko bataney ki zarurat nahi hai kyunkeh aap parhey likhey hain samajh saktey hain.Is key ilavah mujhe kuch nahi kehna baqui aap jo kehna aur karna chahein tau aap azad hain aur roz-e-qayamat apna hisab aap dengey aur mai apna hisab doonga.--
From: mtsales@multi.net.pk
To: joinpakistan@googlegroups.com
CC: mimranyasir@gmail.com
Subject: Re: **JP** " " Shirk " "
Date: Sat, 1 Jan 2011 13:25:17 +0500
----- Original Message -----From: Cutting FinanceSent: Saturday, January 01, 2011 12:59 PMSubject: Re: **JP** " " Shirk " "Hamara Nabi Hazrat Muhammad (PBUH) Rahmatal-ul-Almeen han ya tha ????(Kalima ka tarjum karo to pata chalta hey keh " Nahi koi maabood siwae ALLAH ke and Hazrat Muhammad Mustafa (PBUM) ALLAH ke Rasool hain) ic ko koi tabdeel nahi kar saktaandka ALLAHA TALA Rahmatal-ul-Almeen ha (Allah Tala ne Hazrat Muhammad Mustafa (PBUM) ko tamam jahano ke lia Rahmatal-ul-Alameen bana kara bheja) , ALLAH bohat GHAFOOR-ur-RAHEEM HeyYaHazrat Muhammad (PBUH) or ALLAHA TALA dono Rahmatal-ul-Almeen haaghar jawb han ma do to pher Ya Rasool Allah pukran pa itraz ku????Aghar Hazrat Muhammad (PBUH) Rahmatal-ul-Almeen han to " Ya " ka lafz un k lia istamal kia ja skata ha----- Original Message -----From: I Am BazMiSent: Saturday, January 01, 2011 12:23 PMSubject: Re: **JP** " " Shirk " "see the link below......
http://www.khanqah.org/books/show/ishq-e-risalat-ka-sahi-mafhum
///Be happy forever\\\
\\Your face Can Spread Many Many Happier Momoents//
=Don't Ever Tell A Lie=
Regards
BazMi
From: Sapphire <info@lhr.sapphire.com.pk>
To: joinpakistan@googlegroups.com
Sent: Fri, December 31, 2010 10:26:12 PM
Subject: RE: **JP** " " Shirk " "
LAPARWAHI KON BARAT RAHA HAI..?????Agar Ya Rasool Allah (sallallah o alihe w-alehi wasallam) pukarnay walon par Allah SWT aur us kay piyaray Rasool ki naz-e-khas hui (kun k yeh us ki Rehmat hai, jisay chahe nawaz de) to tum log kahan jao gay jo Ya Rasool Allah pukarnay ko shirk kehtay hain..?????????????????Jawab likhnay se pehlay aik bar phir soach lena k in sab baton ka bhi poocha jaye ga....-----Original Message-----Kehna bohat aasan hai lekin qayamat ke din kiya hoga Allah Subhanahu Wa Ta'ala se us ke rahmat aur karam ki dua'a karni chahiye. Itni laparwahi tau qayamat ke baray mai wohi log barat tey they jin ka zikr Quaran-e-Pak mai aaya hai.
From: joinpakistan@googlegroups.com [mailto:joinpakistan@googlegroups.com]On Behalf Of Zeeshan Siddiqui
Sent: Saturday, January 01, 2011 11:00 AM
To: joinpakistan@googlegroups.com; pakistani-girls@googlegroups.com
Subject: RE: **JP** " " Shirk " "Allah Subhanahu Wa Ta'ala har Muslim ko qayamat ke havaley se aisi laparwahi se mehfooz farmaye (AAMEEN)
From: info@lhr.sapphire.com.pk
To: joinpakistan@googlegroups.com
Subject: RE: **JP** " " Shirk " "
Date: Sat, 1 Jan 2011 10:46:39 +0500
AAP KUN PARESHAN HOTE HO, QAYAMAT KAY DIN FAISLA HO JAYE GA...YA RASOOL ALLAH E UNZUR HALANA....YA HABIB ALLAH E ISMA QALANA...-------Original Message-----You are definitely true. Pata nahi keh musalmaan kab tauheed ko kab samjheingay.
From: joinpakistan@googlegroups.com [mailto:joinpakistan@googlegroups.com]On Behalf Of Zeeshan Siddiqui
Sent: Saturday, January 01, 2011 10:21 AM
To: joinpakistan@googlegroups.com
Cc: pakistani-girls@googlegroups.com
Subject: RE: **JP** " " Shirk " "
Date: Fri, 31 Dec 2010 17:00:20 +0500
Subject: Re: **JP** " " Shirk " "
From: university.lhr@gmail.com
To: joinpakistan@googlegroups.com
CC: pakistani-girls@googlegroups.com
Yahan, I want to raise a point that either we Muslims think that our prayers are pure??kehney ka aasan lafzon me mtlb ye ha k kya aaj ka Musalman shirk ka murtakib nae ha??jese k darbaron per jana r ja kr k un se mangna, YA ALLAH ki bijaey YA ALI or YA RASOOL(SAW) k narey buland kr k madad k liye pukarna, nazro nayaz Allah ki bijaey dosron k naamon ki paka kr bant'na, ye sb tauheed k khelaf ha, tauheed mehaz Allah SWT ko aik man'na nahen ha, bulkey ibaadat me usey khalis krna, usi ko madad k liye pukarna hatta k jotey ka tasma b toot jaey ya ghar me namak jesi cheez k na honey per b...Allah hmari samaj bojh ko jagaein or hmein ye peeeron k chungal se azad krwaen.. ye deen k naam per paisa bananey waley peer hmari na khwanda awam ka emaan buri tarha disturb kr rahe hain...Khudara ghaur kijiey, Allah k Nabi SAW ka Asar ki namaz se pehley 4 rak'ten perhney walon k barey me farmaan ha k Allah us per reham fermaye jo ye 4 rak'teen perhey, aur aj hm paisa kharach kr k kisi se dua manwatey hain, safar ka kharach utahtey hain, kya hmein Allah k Nabi SAW ki dua ki qaboliyat me koi shakk ha...Baaz aao musalmano in peeron k ghar bherne se aur apna taluk apne Khalik e Haqiqui se mazboot karo, Allah ap k b ut'ney e hain jitney un peeron k hain, Allah kehetey hain mera bnda namaz me muj se hm kalam hota ha.Meri samaj me ye nae aata k ye ho kese skta ha k bnda kisi se hm kalam ho kr b usey apna msla na samjha skey, or wo b us Allah ko jo Maa se b 70 guna zyada pyar krta ha...meri request ha k ghaur kijiey...--
2010/12/29 Zeeshan Siddiqui <zshansiddiqui@hotmail.com>
ǡӡǣ ڡퟣ 摍㉠ǡᥠ 我߇ʥ
Allah Subhana Wa Talah Hume Shirk Jaise Gunah Se Bachaiye..Ameeeen
--
You received this message because you are subscribed to the Google
Groups "JoinPakistan" group.
You all are invited to come and share your information with other group members.
To post to this group, send email to joinpakistan@googlegroups.com
For more options, visit this group at
http://groups.google.com.pk/group/joinpakistan?hl=en?hl=en
You can also visit our blog site : www.joinpakistan.blogspot.com &
on facebook http://www.facebook.com/pages/Join-Pakistan/125610937483197
--
Sumbel Ijaz

No comments:
Post a Comment